Saturday, December 27, 2014

Aarati (Offering of light to God)

Aarati

Offering of light to God

 

Om jaya jagdeesha hare,

Swaami jaya deenaanaatha hare;

Bhakta jano ke sankat, Daas janon ke avaguna

Bansariwaalaa doora kare, Om jaya jagdeesha hare.

 

Hail to You, 0 Lord of the universe, Remover of sorrow and Master of all. Salutations and prostrations to You, 0 instant Remover of troubles of Your devotees.

 

Jo dhyaave phala paave, Dukha vinase mana kaa,

Swaami dukha vinase mana kaa;

Sukha sampati ghara aave, Sukha sampati ghara aave

Kashta mite tana kaa, Om jaya jagdeesha hare.

 

You reward those who sing Your glories, and remove their sorrow. With Your name happiness and prosperity dawn and pain disappears.

 

Maataa pitaa tuma mere,Sharana paru mai kiski,

Swaami sharana paru mai kiski;

Tuma bina ur na dooja,

Prabhu bina our na dooja Aasa karun mai jiski, Om jaya jagdeesha hare.

 

You are my mother and father and the only refuge. There is none like You, that I can depend on.

 

Tuma purana paramaatamaa, Tuma antarayaami,

Swaami tuma antarayaami;

Paara brahma parameshwara, Paar brahma parasmeshwara

Tuma sabke swaami, Om jaya jagdeesha hare.

 

O Indweller of all beings, You are perfect, absolute, omnipresent, omnipotent and omniscient.

 

Tuma karunaa ke saagara, Tuma paalana karataa,

Swaami tuma paalana karataa;

Main murakha khala kaami, Main sewaka tuma swaami Kripaa karo bharataa, Om jaya jagdeesha hare.

 

O Ocean of compassion, 0 Protector of all. I am ignorant and lustful. I am a servant, You the master - be merciful.

 

Tuma ho eka agochara, Sabake praana pati, Swaami saba ke praana pati;

Kisa vidhi miloon dayaamay, Kisa vidhi miloon gosaai

Tumko main kumati, Om jaya jagdeesha hare.

 

O Life of all life, You are one and invisible.Guide ignorant beings like me to Your Divine knowledge.

 

Deena bandhu dukha hartaa, Thaakura tuma mere, Swaami rakshaka tuma mere;

Apane hatha uthaao, Apane sharana lagaao

Dwaara parun mai tere, Om jaya jagdeesha hare.

 

You are the Supporter of the weak, the Remover of sorrow and pain. Take me under Your protection I stand at Your threshold.

 

Vishay vikaara mitaao, Paapa haro devaa, Swaami kashta haro devaa;

Shraddhaa bhakti badhaao, Shraddhaa prema badhaao

Santana ki sevaa, Om jaya jagdeesha hare.

 

Take away my passion and suffering, take away my sins and pains. Bless me with ever increasing faith, Divine love and the spirit of service.

 

Tana mana dhanaSaba kuchha hai teraa, Swaami saba kuchha hai teraa;

Teraa tujha ko arapana, Teraa tujha ko arapana

Kyaa laage meraa, Om jaya jagdeesha hare.

 

My body, mind and wealth all are Yours. I am offering You that which is already Yours (for they are not mine).

 

Shyaamasundara ji ki aarati, Jo koi naara gaave,

Swaami jo koi nita gaave; Kahata shivaananda swaami, Bhajata harihara swaami,

Mana vaancchita phala paave, Om jaya jagdeesha hare.

 

This prayer, if it is performed daily, says Shivaanand (the poet), will get the devotee their heart's desire.

 

Jaya jagadeesha hare, Swaami jaya deenaanaatha hare

Bhakta jano ke sankata, Daasa janon ke avaguna, bansariwaala door kare om jay jagadeesha, hare.

Bansariwaalaa doora kare, Hari om jaya jagadeesha hare.

 

 Hail to You, 0 Lord of the universe, Remover of sorrow and Master of all. Salutations and prostrations to You, 0 instant Remover of troubles of Your devotees.